Hame Tumse Hua Hai Pyar Lyrics : Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua tumse pyaar hua oh, kho gaya main khayaalon mein ab neend bhi nahin aankhon mein karvatein bas badalta hoon ab jaagta hoon main raaton mein ab doori na sehni, har lamha kehta hai na jaane haal mera aisa kyoon rehta hai main deewana tera ban gaya.